top of page
  • Facebook
  • Twitter

Yeh Main Hoon, Taqdeer Nahin

  • Writer: Mast Culture
    Mast Culture
  • Jul 10, 2025
  • 1 min read

By Champa Dolma


Yeh main hoon, taqdeer nahin

Yeh main hoon, sapna nahin

Yeh meri mehnat ki dor hai

Duaon ki udaari nahin

Yeh main hoon, taqdeer nahin


Chhupa hai gham, tumhe pata nahin

Hansi ke peeche woh gehre ghaav tumhe pata nahin

Aankhon se jhalakti chamak ke peeche udaasi tumhe pata nahin

Isiliye yeh main hoon, taqdeer nahin


Jab tumhe pata hi nahin

Toh main kyun tumhe dekhun

Har pal teri nafrat ko kyun sunun

Yeh main hoon, meri kahani hai

Tumhaare pushton ki udaari nahin


Yeh main hoon, taqdeer nahin


By Champa Dolma

Recent Posts

See All
Kulam Kulam Ane Kakulam

By Gudimella D N G Bhavani కులం కులం అనే కాకులం కులం నిలువదు‌రా ఎ‌ల్లకాలం కులం వదిలి ,పట్టరా క‌‌లం అప్పుడే కాగలవు అబ్దుల్ కలాం... కులం...

 
 
 
Kulam Kulam Ane kakulam

By Gudimella D N G Bhavani kulam kulam ane kakulam kulam niluvadhuraa yellakalam kulam vadhili pattaraa kalam appude kagalavu abdul kalam...

 
 
 
लाहौर

By Tejeshwar Singh मुझे अब खामोशी से जीना आ गया तेरी तसवीर से बात करना आ गया आँसू बगावत पर उतर आएं है मेरे मुझे अब वक्त से लड़ना आ गया ...

 
 
 

Comments


bottom of page